Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooo aisi koi baat jo kabhi na suni ho keh de mere kaanon mein chupke se chori se taaron bhari raat mein chalo pehle sun len kahe aasmaanon mein chanda kya chakori se aisi koi baat jo kabhi na suni ho keh de mere kaanon mein chupke se chori se aisi koi baat honton pe meri saansein rukne lagi hain honton pe meri saansein rukne lagi hain sapnon se bojhal palkein jhukne lagi hain isi tarah neend aati hai kaliyon ko rut ke taraanon mein bahaaron ki lori se aisi koi baat jo kabhi na suni ho keh de mere kaanon mein chupke se chori se aisi koi baat kehte hain log kuchh phool nahin khilte kehte hain log kuchh phool nahin khilte aise jaise din aur raat nahin milte din aur raat yun milte hain chupke jaise khaliyaanon mein piya mile gori se taaron bhari raat mein chalo pehle sun len kahe aasmaanon mein chanda kya chakori se aisi koi baat main to chali aayi kiya tune ishara main to chali aayi kiya tune ishara hoga kya jo maine kabhi tujhko pukaara jab karun yaad main khincha
aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye tasavvur mein tumse huyi kitni baaten guzaari bahut jaag kar hamne raaten tasavvur mein tumse huyi kitni baaten guzaari bahut jaag kar hamne raaten kabhi hamne chhup chhup ke aansu bahaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye banaa kar tumhen apna kya hamne paaya khushi lut gayi chain dil ka ganvaaya banaa kar tumhen apna kya hamne paaya khushi lut gayi chain dil ka ganvaaya bade ghum sahe aur bahut dukh uthaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye
aisi rang de piyaa daag na lage kabhi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi saiyyan meri chunari kori hai abhi saiyyan meri chunari kori hai abhi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi saiyyan meri chunari kori hai abhi saiyyan meri chunari kori hai abhi malmal ki hai meri choli re resham ka hai mera ghaghra ho ho ho ho ho ho hoho ho lut gaya koi mujhko dekh ke mar gaya koi ho ke baawra rang tera aur bhi aafat dhaayega ek pal mere ang se lag ja kabhi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi ho ho ho ho aisi rang de piyaa daag na lage kabhi saiyyan meri chunari kori hai abhi saiyyan meri chunari kori hai abhi kayi bal khaun ek chaal pe tere galiyon mein aisi khoyi re ho ho ho ho ho ho ho ho ho padi kiske nazar ke haaye raam chubh gayi tan mein jaisi suyi re gori tum kya karo aur hum kya karen zulmi hoti hai dil ki lagi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi ho ho ho ho aisi rang de piyaa daag na lage kabhi saiyyan meri chunari kori
aisi waisi na samjh sajana aisi waisi na samjh sajana jaan de dungi ya jaan le lungi aisi waisi na samjh sajana aisi waisi na samjh sajana jaan de dungi ya jaan le lungi aisi waisi na samjh sajanaa kante ya phool jo bhi chahe ismein daal de kante ya phool jo bhi chahe ismein daal de maine to zindagi ka daman bichha diya maine to zindagi ka daman bichha diya daman bichha diya abhi na tu samjhe mujhe apna haan mujhe apna haye mujhe apna aisi waisi na samjh sajana aisi waisi na samjh sajana jaan de dungi ya jaan le lungi aisi waisi na samjh sajanaa is kadar tu ab dil ke karib hai is kadar tu ab dil ke karib hai lagta hai mere pyar ka tuhi naseeb hai naseeb hai maine jo kaha use yaad haan yaad zara yaad rakhna aisi waisi na samjh sajana aisi waisi na samjh sajana jaan de dungi ya jaan le lungi aisi waisi na samjh sajanaa
aitbaar nahin karna intezaar nahin karna aitbaar nahin karna intezaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna had se bhi zyaada tum kisi se pyaar nahin karna iqraar nahin karna jaan nisaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna manzile bhichad gayi raaste bhi kho gaye aaye phir na laut ke jo deewane ho gaye chaahton ki bebasi doorion ke gum mile beqraariya mili chain yaar kam mile beqraar nahin karna intezaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna koi to wafa kare koi to jafa kare kisko hai pata yaha kaun kya khata kare aisa na ho ishq mein koi dil ko tod de beech raah mein sanam tera saath chhod de izhaar nahin karna intezaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna aitbaar nahin karna intezaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin
aiyo re main gaya gaya gaya kaam se aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na tauba jawaani teri haye tooti kalai meri heyy aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na tauba jawaani teri haye haye haye tooti kalaayi meri heyy aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na dekho dekho ji pehla milan hai apna ho chhodo chhodo ji naazuk badan hai apna hey dekho dekho ji pehla milan hai apna ho chhodo chhodo ji naazuk badan hai apna aaja zara dil behle are samjhi thi main to pehle heyy aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na tauba jawani teri haye haye haye tooti kalaayi meri heyy aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na main to jhoomunga teri pakad ke ungli ho baitho seedhe se tum to ho
ajab hai dastaan teri aye zindagi ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi tum aayi maa ki maamta liye to muskuraaye hum ke jaise phir se apne bachpan mein laut aaye hum tumhare pyaar ke tumhare pyaar ke isi aanchal tale phir se deepak jale phir se deepak jale dhala andhera jagi roshni ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi magar bada hi sang dil hai ye maalik tera jahaan yahaan maa beton pe bhi log uthaate hain ungaliyaan kali ye pyaar ki kali ye pyaar ki julas ke reh gayi har taraf aag thi her taraf aag thi hansane aayi thi rulaa kar chali ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi
ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan aag lage nahin uthe dhuwaan chiraag kahaan roshni kahaan chaand se dekha door chakora chaand se dekha door chakora dharti door gagan se aankh se door hain aankh ka tara bichhda phool chaman se ye kaisa dastoor yahaan ye kaisa dastoor yahaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan de kar apna deep kare jo kisi ka ghar ujiyaara de kar apna deep kare jo kisi ka ghar ujiyaara aaj usi ke mann mein chhaya kyun ghum ka andhiyara aayin bahaaren le ke khizaan aayin bahaaren le ke khizaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan
ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan koi apni daulat pe itra raha hai koi apni daulat pe itra raha hai koi be hayayi pe ithla raha hai koi be hayayi pe ithla raha hai na jane ye kahan se aaaaa na jane ye kahan se hawayein chali hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan badal ke yahan bhes kitne hi baithe badal ke yahan bhes kitne hi baithe hain behrupiye sab ye jitne hain baithe hain behrupiye sab ye jitne hain baithe yahaan hosh ka naam aaaaa yahaan hosh ka naam deewangi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan yahan de na koi sahara kisi ko yahan de na koi sahara kisi ko mohabbat kisi se ishara kisi ko mohabbat kisi se ishara kisi ko mohabbat ka matlab haaaan mohabbat ka matlab faqat dil lagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai
ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye khaab dekhti hoon main ke jag padi hoon khaab se ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye kisi ke itne paas hoo ke sab se door ho gaye ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge ye shaam jab bhi aayegi tum humko yaad aaoge ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum
ajeeb saneha mujh par guzar gaya yaaro ajeeb saneha mujh par guzar gaya yaaro main apne saaye se main apne saaye se kal raat dar gaya yaaro ajeeb saneha har ek naksh tamanna ka ho gaya dhundhlaa har ek naksh tamanna ka ho gaya dhundhlaa har ek zakhm mere dil ka bhar gaya yaaro har ek zakhm mere dil ka bhar gaya yaaro ajeeb saneha bhatak rahiiiii thi bhatak rahiiiii thi jo kashti wo gart e yaab huyi chadha hua tha jo dariya utar gaya yaaro chadha hua tha jo dariya utar gaya yaaro ajeeb saneha wo kaun thaaaaa wo kaun tha wo kahaan ka tha kya huaa tha use suna hai aaj koi shaksh marr gaya yaaro suna hai aaj koi shaksh marr gayaaaaa yaaro ajeeb saneha mujh par guzar gaya yaaro main apne saaye se kal raat dar gaya yaaro ajeeb saneha
ajeeb zindagi hai yeeee kabhi khushi kabhi hai ghum wo manzilen badal gayin kahaan the hum kahaan hain hum ajeeb zindagi hai yeeee kabhi khushi kabhi hai ghum wo manzilen badal gayin kahaan the hum kahaan hain hum ajeeb zindagi hai yeeee abhi ye kal ki baat hai haseen khaab tha jahaan wo khaab saare jal gaye ye saath reh gaya dhuwaan abhi ye kal ki baat hai haseen khaab tha jahaan wo khaab saare jal gaye ye saath reh gaya dhuwaan ajeeb zindagi hai yeeee kabhi khushi kabhi hai ghum wo manzilen badal gayin kahaan the hum kahaan hain hum ajeeb zindagi hai yeeee labon se chheen ke hansi humen ye ashq kyun diye gunaah humne kya kiyaaa sajaa mili ye kiss liye labon se chheen ke hansi humen ye ashq kyun diye gunaah humne kya kiyaaa sajaa mili ye kiss liye ajeeb zindagi hai yeeee kabhi khushi kabhi hai ghum wo manzilen badal gayin kahaan the hum kahaan hain hum ajeeb zindagi hai yeeee bade hain khushnaseeb hum humen bada guroor tha wo ik nashe ka daur tha wo jhootha ik
aaa aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa aaa aa aa aaa aa aa aa aaa aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye aa aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye haa aa aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye neend bhi ankhiyan dwaar na aaye neend bhi ankhiyan dwaar na aaye tose milan ki aas bhi jaaye neend bhi ankhiyan dwaar na aaye tose milan ki aas bhi jaaye aayi bahaar khile phoolwaa aa aaa aayi bahaar khile phoolwaa aayi bahaar khile phoolwaa more sapne kaun sajaaye aa aa aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye haan aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye chaand ko badra garvaa lagaaye chaand ko badra garvaa lagaaye aur bhi mora mann lalchaaye chaand ko badra garvaa lagaaye aur bhi mora mann lalchaaye yaar haseen gale lag jaa aa aa aa yaar haseen gale lag jaa yaar haseen gale lag jaa mori umr guzarti jaaye aa
aji aisa mauka phir kahan milega humare jaisa dil kahan milega aao tumko dikhlata hoon paris ki ek rangeen shaam dekho dekho dekho dekho dekho an evening in paris aji aisa mauka phir kahan milega humare jaisa dil kahan milega aao tumko dikhlata hoon paris ki ek rangeen shaam dekho dekho dekho dekho dekho an evening in paris dekho ye pariyon ki toli meethi meethi jinki boli kya kya dil par rang jamaye jalwon ki ye aankh micholi dekho ye pariyon ki toli meethi meethi jinki boli kya kya dil par rang jamaye jalwon ki ye aankh micholi aji aisa mauka phir kahan milega humare jaisa dil kahan milega aao tumko dikhlata hoon paris ki ek rangeen shaam dekho dekho dekho dekho dekho an evening in paris haathon mein haathon ko daale phirte hain aashique niraley dhoondo yahan tum bhi saathi mil jayenge husnwale haathon mein haathon ko daale phirte hain aashique niraley dhoondo yahan tum bhi saathi mil jayenge husnwale aji aisa mauka phir kahan milega humare jaisa dil kahan milega
aji chale aao aji chale aao tumhen aankhon ne dil mein bulaya ab to samajh jao ab to samajh jao kyun nigaahon ne parda giraya aji chale aao dil mein uthti hain kaisi umangen tumse kaanon mein kehna pade haaaa dil mein uthti hain kaisi umangen tumse kaanon mein kehna padega shart sun lo shart sun lo magar mere dilbar aake dil mein hi rehna padega zara muskurao zara muskurao meri nazron ne daaman bichhaya aji chale aao aji chale aao tumhen aankhon ne dil mein bulaya aji chale aao rang mausam ke hum bhi to dekhen ye lagi kya hai hum bhi to jaanen aaa rang mausam ke hum bhi to dekhen ye lagi kya hai hum bhi to jaanen dil to yun bhi dil to yun bhi dhadakta hai lekin zindagi kya hai hum bhi to jaanen humein bhi batao humein bhi batao chaand kiske liye muskaraya aji chale aao aji chale aao tumhen aankhon ne dil mein bulaya aji chale aao raat ko humse taaron ne poochha paas reh ke bhi kyun door hain hooooo raat ko humse taaron ne poochha paas reh ke bhi kyun door hain wo
aji humse bach kar kahan jaaiyega jahan jaaiyega humein paaiyega aji humse bach kar ye kaisa nasha hai ye kaisa asar hai na kaabu mein dil hai na bas mein nazar hai zara hosh aa le chale jaaiyega zara hosh aa le chale jaaiyega thahar jaaiyega thahar jaaiyega aji humse bach kar kahan jaaiyega jahan jaaiyega humein paaiyega aji humse bach kar kahan jaaiyega jahan jaaiyega humein paaiyega aji humse bach kar
aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagma iss aap ke andaaz ka haaye kya kehna aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagma iss aap ke andaaz ka haaye kya kehna aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagmaa uff ye gussa kaali aankhen ho rahin hain gulaabi aap ki to ye adaa hai aur kisi ki kharaabi are re re re maine tumhen dekha sirf dekha maaniye kehna maine tumhen dekha sirf dekha maaniye kehna aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagma iss aap ke andaaz ka haaye kya kehna aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagmaa aarzoo thi chand lamhen yun hi chalte phirte betaqalluff ho ke tumse chand baaten karte are re re re tum jo haseen the dil ne chaaha saath hi rehnaaaaa tum jo haseen the dil ne chaaha saath hi rehnaa aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagma iss aap ke andaaz ka haaye kya kehna aji kibla mohtarmaa kabhi shola kabhi nagmaa
aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana diya tha tumhen dil yahi din the yahi tha zamaana aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana achhi nahin ye dillagi khamosh kyun baithe ho ji achhi nahin ye dillagi khamosh kyun baithe ho ji dil se mere kyun door ho kyun door ho kuchh to kaho aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana diya tha tumhen dil yahi din the yahi tha zamaana socho zaraa yaad aayegi jaadu bhari wo chandani socho zaraa yaad aayegi jaadu bhari wo chandani chanda pe wo soyi ghata soyi ghata khoyi hawa aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana diya tha tumhen dil yahi din the yahi tha zamaana jab se lagi teri nazar zakhmi pade hain dil jigar jab se lagi teri nazar zakhmi pade hain dil jigar baithe ho tum sab jaan ke sab jaan ke pehchaan ke aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana diya tha tumhen dil yahi din the yahi tha zamaana aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana
Aji O Zara Apni Nigahon Ko Sambhalo
aji pehli mulaakaat mein nahin pyaar jataaya karte aji pehli mulaakaat mein nahin pyaar jataaya karte jab haath diya ho haathon mein nahin haath chhudaya karte aji pehli mulaakaat mein aur haseen ho jaaogi gar pehno pyaar ke gehne aur haseen ho jaaogi gar pehno pyaar ke gehne hoooo pyaar ke gehne pehnaa kar tum dil mein lagoge rehne pyaar ke gehne pehnaa kar tum dil mein lagoge rehne meri laila aa haaa tera chhaila aaa haaa maange tere dil mein jagah aji pehli mulaakaat mein haaaa aaaaaa aaa aaaaaa ahhaaa kitne haseen aankhon ne dekhe dil na kisi se behla kitne haseen aankhon ne dekhe dil na kisi se behla hoooo ek ladki ka ik ladke se pyaar hai pehla pehla ek ladki ka ik ladke se pyaar hai pehla pehla jaalim harni aaa haaaaa jaadugarni hoooooooo pyaari pyaari aankhen na chhupa aji pehli mulaakaat mein pichhle janam mein shaayad maine pyaar kiya tha tujhse pichhle janam mein shaayad maine pyaar kiya tha tujhse hoooo janam janam ke saathi aakhir aan mile ho mujhse
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aisi Koi Baat Maa (1976) 05:11 36380
 
Poster of Maa (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 05:11   Song Number : 36380   

Aisi Muhabbat Se Hum Baaz Aaye Nirala (1950) 03:12 37557
 
Poster of Nirala (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:12   Song Number : 37557   

Aisi Rang De Piya Babu (1985) 06:09 35893
 
Poster of Babu (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini
Duration : 06:09   Song Number : 35893   

Aisi Waisi Na Samajh Jaani Dushman (1979) 05:01 32433
 
Poster of Jaani Dushman (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Neetu Singh, Satrughan Sinha
Duration : 05:01   Song Number : 32433   

Aitbaar Nahin Karna Qayamat (City Under Threat) (2003) 04:24 18612
 
Poster of Qayamat (City Under Threat) (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Neha Dhupia
Duration : 04:24   Song Number : 18612   

Aiyo Re Gaya Kaam Se Kahte Hain Mujhko Raja (1975) 04:21 37855
 
Poster of Kahte Hain Mujhko Raja (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:21   Song Number : 37855   

Ajab Hai Dastaan Teri Aye Zindagi Shararat (1959) 03:18 16320
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:18   Song Number : 16320   

Ajab Hai Maalik Tera Jahaan Chirag Kahan Roshni Kahan (1959) 04:28 14700
 
Poster of Chirag Kahan Roshni Kahan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:28   Song Number : 14700   

Ajab Hai Ye Duniya Naya Aadmi (1956) 03:40 36732
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Duration : 03:40   Song Number : 36732   

Ajeeb Dastaan Hai Ye Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 05:37 20125
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:37   Song Number : 20125   

Ajeeb Saneha Mujh Par Gaman (1978) 04:21 13257
 
Poster of Gaman (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh
Duration : 04:21   Song Number : 13257   

Ajeeb Zindagi Hai Ye Dur Naheen Manzil (1973) 05:40 16230
 
Poster of Dur Naheen Manzil (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:40   Song Number : 16230   

Ajhun Na Aaye Balmaa Sanjh Aur Savera (1964) 05:19 12101
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood, Shubha Khote
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:19   Song Number : 12101   

Aji Aisa Mauka Phir Kahan An Evening In Paris (1967) 05:20 20134
 
Poster of An Evening In Paris (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 20134   

Aji Chale Aao Halaku (1956) 04:34 37693
 
Poster of Halaku (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Helen, Minu Mumtaz
Duration : 04:34   Song Number : 37693   

Aji Humse Bach Kar Arzoo (1965) 02:03 19140
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 02:03   Song Number : 19140   

Aji Kibla Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 03:44 13956
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:44   Song Number : 13956   

Aji O Suno To Nahin 12 O'clock (1958) 04:17 12542
 
Poster of 12 O'clock (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Shashikala
Duration : 04:17   Song Number : 12542   

Aji O Zara Apni Nigahon Ko Sambhalo Bank Manager (1959) 03:19 38700
 
Poster of Bank Manager (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shekhar, Kamini Kaushal
Duration : 03:19   Song Number : 38700   

Aji Pehli Mulaqaat Mein Do Dilon Ki Dastan (1966) 03:32 40730
 
Poster of Do Dilon Ki Dastan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:32   Song Number : 40730